Hum zindagi se aas kare bhi to kya kare, jab tum nahi ho paas, kare bhi to kya kare. aansu piye, sharab piye, zahar bhi to pi liya, bujhati nahi hai pyaas, kare to kya kare.
Jane laga wo chhod ke daman mera, toote hue dil ne himaakat kar di, socha tha ke chhupa lenge gum apna , par kambakht aankho ne bagwat kar di...
Woh bewafa mera imtehan kya lega, nazar milaega to nazat jhuka lea. Usey meri kabar par diya jalane ko mat kehna woh nadan hai, apna hath jala lega
Zindagi ka raaz maine hohabbat me paa liya. Jiska bhi gum mila apna bana liya. Sunane ko mila na koi dastan-e-gam, to aaina samane rakha khud ko suna diya.
No comments:
Post a Comment